Tahajjud Quotes In Urdu – Tahajjud Is A Way To Get Closer To Allah
Tahajjud is a voluntary prayer performed in the last part of the night, at the time of Tahajjud, to worship Allah. This prayer can range from one or two rak’ahs to many rak’ahs daily.
Tahajjud is the time before Suhoor when most people are asleep. At this time, a person turns away from their worldly activities and turns their attention to Allah. In this prayer, Allah is asked for forgiveness, mercy, and forgiveness for their sins.
Tahajjud is the act of worship that brings peace to hearts and purity to the soul, as it is the best way to draw closer to Allah. Getting up and praying to Allah in the quiet moments of the night is a means of connecting with the depths of the heart. In this article we provide tahajjud quotes in urdu. All of the quotes’ image templates are easily readable.
See also:
Beautiful Ramadan Quotes In Urdu
Top 20 Powerful and Inspiring Hazrat Ali Quotes In Urdu Text
Top 20 Islamic Quotes in Urdu That Resonate with Faith and Peace | Beautiful Urdu Quotes
Urdu Tahajjud Quotes – With English Translation

تہجد کا وقت وہ وقت ہے
جب بندا ا پنے رب سے ہمکلام ہوتا ہے
Tahajjud ka waqt woh waqt hai
jab banda apne Rab se humkalām hota hai.

دو جہانوں کا سکون
تہجد کی نماز میں ہے
Do jahanon ka sukoon
Tahajjud ki namaz mein hai.

جو دکھ رات بھر سو نے نہیں د یتے
ان کی مرہم تہجد میں مو جود ہے
Jo dukh raat bhar sone nahi dete
Un ki marham Tahajjud mein mojood hai.

تہجد ناممکن کم کو
ممکن بنا نے کی طاقت ہے
Tahajjud namumkin kaam ko
mumkin banane ki taqat hai.

تہجد کی دعا سے وہ بھی مل جاتا ہے
جسے لوگ ناممکن کہا کر تے ہیں
Tahajjud ki dua se woh bhi mil jata hai
jise log namumkin kaha karte hain.

تہجد ایک ایسا عمل ہے جس میں بندا
ا پنے رب سے ہر بات منوا لیتا ہے
Tahajjud ek aisa amal hai jis mein banda
apne Rab se har baat manwa leta hai.

اگر تمہاری دعائیں رد ہونی ہوتی
تو تمیں تہجد تک لایا ہی نہ جاتا
Agar tumhari duaein rad honi hoti
toh tumhein Tahajjud tak laya hi na jata.

جو رات کو اللہ کے در پر روتا ہے
صبح اس کا چہرہ نور سے بھر جاتا ہے
Jo raat ko Allah ke dar par rota hai
subah us ka chehra noor se bhar jata hai.

تہجد میں اللہ کی قربت کی لذت ایسی ہے
جو کسی اور عبادت میں نہیں ملتی
Tahajjud mein Allah ki qurbat ki lazzat aisi hai
jo kisi aur ibadat mein nahi milti.

وہی سچے دل سے اللہ کو پکارتا ہے
جو راتوں کو اٹھ کر دعائیں کرتا ہے
Wohi sache dil se Allah ko pukarta hai
jo raaton ko uth kar duaein karta hai.

اللہ کی رضا کے لیے راتوں کو بیدار ہونا
دل کی پاکیزگی کا سبب بنتا ہے
Allah ki raza ke liye raaton ko bedar hona,
dil ki pakeezgi ka sabab banta hai.

تہجد کی نماز، دل کی صفائی
اور روح کی سکون کا ذریعہ ہے
Tahajjud ki namaz, dil ki safai
aur rooh ke sukoon ka zariya hai.

تہجد کی عبادت میں دل کی نرمی
اور اللہ کی محبت کا احساس ہوتا ہے
Tahajjud ki ibadat mein dil ki narmi
aur Allah ki muhabbat ka ehsaas hota hai.

رات کی تاریکی میں، دل کی روشنی
صرف اللہ کی قربت میں ہوتی ہے
Raat ki tareeki mein, dil ki roshni
sirf Allah ki qurbat mein hoti hai.

راتوں کی عبادت میں
انسان کا دل اللہ کے قریب پہنچتا ہے
Raaton ki ibadat mein
insan ka dil Allah ke qareeb pohchta hai.

تہجد کی رات میں اللہ سے مانگنے کی جو لذت ہے
وہ دنیا کی کسی چیز میں نہیں
Tahajjud ki raat mein Allah se maangne ki jo lazzat hai
woh duniya ki kisi cheez mein nahi.

تہجد کی راتیں عبادت کرنے والوں کے لیے
دنیا کی سب سے بڑی خوشی ہیں
Tahajjud ki raatein ibadat karne walon ke liye
duniya ki sab se badi khushi hain.

اللہ کی رضا کے لیے رات کو بیدار ہونے والے
اس کی رحمتوں کے مستحق ہوتے ہیں
Allah ki raza ke liye raat ko bedar hone wale
us ki rehmaton ke mustahiq hote hain.

اللہ کی رضا کے لیے اٹھ کر راتوں کو عبادت کرنا
انسان کی زندگی کا سب سے قیمتی عمل ہے
Allah ki raza ke liye uth kar raaton ko ibadat karna
insan ki zindagi ka sab se qeemti amal hai.

تہجد کی عبادت میں جو محبت ہے
وہ دل کی گہرائیوں میں اتر جاتی ہے
Tahajjud ki ibadat mein jo muhabbat hai
woh dil ki gehraiyon mein utar jati hai.
Final Words
We hope every reader enjoy these Tahajjud quotes in Urdu. Tahajjud is a special voluntary prayer performed in the last part of the night. This worship brings a person closer to Allah, gives peace to the heart, and is a means of forgiveness of sins. This worship increases spirituality and improves a person’s life.